logo
Uska Salam Aaya MP3 SONG

Uska Salam Aaya MP3 Song

Listen to Uska Salam Aaya from Veer 2010. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Uska Salam Aaya Category / Artist: ROOP KUMAR RATHOD Visit us
Uska Salam Aaya Category / Artist: ROOP KUMAR RATHOD Save As

Uska Salam Aaya Song Lyrics

Song Lyrics Title : Uska Salam Aaya
Song Lyrics Movie : Veer (2010)
Singer(s): Roop Kumar Rathod, Shreya Ghosal
Music Director: Sajid - Wajid
Lyricist: Gulzar

mp3 songs

Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya

Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya
Jab bole woh, jab bole
Uski aankh mein rab bole
Jab bole woh, jab bole
Uski aankh mein rab bole
Paas paas hi rehna tu
Aankh aankh mein kehna tum
Dekha tumhe to aaram aaya
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya

Roz hi dil ki aag utha kar haath pe le kar chalna hai
Tere bina bina tere boondh boondh ab raat raat bhar jalna hai
Tum mile na mile, ye haseen silsile
Waqt ke saqt hai ab ye katt te nahi
Haan tere bina saans bhi chalti hai
Tere bina dil bhi dhadakta hai
Yaad nahi that yaad aaya
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya

Din ki tarah tum sar pe aana, shaam ke jaise dhalna tum
Khwab bicha rakhey hain rah mein soch samaj ke chalna tum
Neend ke chahon se, tum dabbe paon se
Yun gaye woh nishan ab to mitt te nahi
Tere liya chaand bhi rukta hai
Tere liya roz theharti hai
Yaad nahi that yaad aaya
Dabi dabi saanson mein suna tha maine
Bole bina mera naam aaya
Palkein jhuki aurr uthne lagi to
Haule se uska salaam aaya
Salaam aaya, salaam aaya, salaam aaya ..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Uska Salam Aaya Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Uska Salam Aaya, Veer 2010 songs, related ROOP KUMAR RATHOD music and MP3 tracks.