logo
Sanwariya Sanwariya Mai MP3 SONG

Sanwariya Sanwariya Mai MP3 Song

Listen to Sanwariya Sanwariya Mai from Swades 2004. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Sanwariya Sanwariya Mai Category / Artist: XYZ Visit us
Sanwariya Sanwariya Mai Category / Artist: XYZ Save As

Sanwariya Sanwariya Mai Song Lyrics

Song Lyrics Title : Sanwariya Sanwariya
Song Lyrics Movie : Swades (2004)

mp3 songs

(Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya…saanwariya ho…) -2
Uljha sa ye mann hai, sulgha sa ye tann hai
Sapnon ka saawan hai, nainon ka aangan hai
Chhalke mann gaagariya..saanwariya ho…saanwariya ho…
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya…saanwariya ho…

Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2

Jo tu yun paas aaya hai, jo tu yun dil pe chhaaya hai
Toh maine kya paaya hai, kaise kahoon haan
Kahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaan hai
Jo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoon
Tu jo, mujhe, aise, behkaaye, kabhi kabhi mujhe toh badi laaj si aaye
Bhooli hoon main jaise, apni dagariya
Jabse hai dekhi maine, prem nagariya, prem nagariya
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya…saanwariya ho…

Ho…ho…ho…ho…ho…

Tu jo, mila, mujhe, toh ye saara, sama, badal gaya
Khilne lage hain phoolse meri raah mein
Phir yun, laga, mujhe ke ye dharti, nayi huwi
Naya ambar huwa, teri aur meri chaah mein
Chanchal, hawa, taraana koyi gaaye
Nadiya bhi koyi kahaani kehti jaaye
Jabse mili sajna, tujhse najariya
Ho gayi hai sudh-budh ki mujhse gathhariya
Saanwariya saanwariya
Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya
Tune mann moh liya... saanwariya ho...

Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2

Sanwariya Sanwariya Mai Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Sanwariya Sanwariya Mai, Swades 2004 songs, related XYZ music and MP3 tracks.