logo
Aa Bhi Jaa MP3 SONG

Aa Bhi Jaa MP3 Song

Listen to Aa Bhi Jaa from Sur 2002. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Aa Bhi Jaa Category / Artist: Lucky Ali Visit us
Aa Bhi Jaa Category / Artist: Lucky Ali Save As

Aa Bhi Jaa Song Lyrics

Song Title = Aa Bhi Jaa Aa Bhi Jaa
Movie/album = Sur (2002)
Singers = Lucky Ali, Sunidhi Chauhan
Song Lyricists = Muqtida Hasan Nida Fazli
Music Director = M. M. Keeravani

Mp3 Song Lyrics

((Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

Mere, mere dil ke paagalpan ki oh seema kya hai
Yun to tu hai meri, chhaaya tujh mein, ho, tera kya hai
Main hoon gagan tu hai zameen, adhoori si mere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa

Dekhoon chaahe jisko
Kuch kuch tujhsa dikhta kyoon hai
Jaanoon, jaanoon na main
Tera mera rishta kyoon hai
Kaise kahoon kitna bechain hai dil mera tere bina
Raat ko kar vida, dilruba aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, ae subaah aa bhi jaa...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Aa Bhi Jaa Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Aa Bhi Jaa, Sur 2002 songs, related Lucky Ali music and MP3 tracks.