logo
Kya Hai Pyar Batao Na MP3 SONG

Kya Hai Pyar Batao Na MP3 Song

Listen to Kya Hai Pyar Batao Na from Pardesi Babu 1998. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Kya Hai Pyar Batao Na Category / Artist: Kavita Krishnamoorthy Visit us
Kya Hai Pyar Batao Na Category / Artist: Kavita Krishnamoorthy Save As

Kya Hai Pyar Batao Na Song Lyrics

Song Lyrics Title = Kya Hai Pyar Batao Na
Song Lyrics Movie = Pardesi Babu (1998)
Singer(s) = Anand Raj Anand, Kavita Krishnamurthy
Director = Manoj Agrawal
Starcast = Govinda, Raveena Tandon, Shilpa
Shetty, Shashikala, Satish Kaushik,
Music Director = Anand Raj Anand
Producer = Kulbhushan Gupta
Banner = K B Pictures Production
Release Date = November 13th 1998

mp3 songs

((Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log
Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Bada kathin hai pyar nibhana
Aisa kyu kahte hai log

Yu to pyar sabhi karte hain
Magar nibhate hai kuchh log
Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog

Pyar chhubhan hai
Pyar agan hai
Aisa sab kyu kahta hai
Sunte hai do pal ki khusi
Me ansu umar bhar bahta hai
Ho pyar samarpan hai pyar hai pooj
Pyar ke rang sa na rang koi duja
Pyar me do aasu jo bahe bhi to kya hai
Pyar ki barkha ka apna maja hai
Lekin pyar kiya nahi jata
Ye to hota hai sanjog
Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog
Kya hai pyar batao na
Dil ka chain ya dil ka rog

Achha to kuch or batao
Pyar me kaya kya hota hai
Pyar kisi se ho jaye to
Kaise baiya wo hota hai
Pyar hai wo kaisa jo karne pada baiya
Najro se padhte hai dil ki jubaan
Pyar ki dunia to sabse juda hai
Pyar se mahka ye sara jaha
Samjh gayi mai pyar ka matlab
Kyu ye kahte hai sab log
Yu to pyar sabhi karte hain
Magar nibhate hai kuchh log
Yu to pyar sabhi karte hai
Magar nibhate hai kuchh log
Pyar se dunia pyar se khusiya
Phir bhi isko kahte rog...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Kya Hai Pyar Batao Na Video Song

Video is not currently available for this track.

derben-clove-plain-tshirt


download mp3 song

download mp3 song

Explore: Kya Hai Pyar Batao Na, Pardesi Babu 1998 songs, related Kavita Krishnamoorthy music and MP3 tracks.